Re: Jee Karda, Jee Karda
Arey ab kahan dhoondnay ki koshish karun?
Shaam ho rahi hay aur sardi bhi ho rahi hay…
Dukanain bhi band hain… bhook bhi lagi hay…
I like milk. Lajawab lassi banwa kay piun ga, agar meri biwi ka mood acha ho gya to.
Aaj to kher nahi meri…