Janwar's MSN Nick....

Re: Janwar’s MSN Nick…

Lay-D-Honey - - - - yah zamana mujhay or maray jazbaato ko sumhaj nahi paie gaaa :frowning: mujhay lagta hai kay ajj mujh ko woh haseen nazar mil gaie hai magar us haseen nazroo mai Black Mamba dhoool jhoonk raha hai . . . . . . . . . .

tu phir yaha par aik song yaad ata hai * deewana mai chalaa , usay dhoondnay baray shoq say , deewana mai chalaaa . . . us kay dil ka pata aaaa hawaa tu bata . . . . . . . *

or jab hawa naY LAY-D-Honey ka dil ka pata deyah mujh ko tu mai sharmaing :blush: