Re: Janwar
oh n i almost forgot....penguins
Re: Janwar
oh n i almost forgot....penguins
Re: Janwar
![]()
aur bhi kar loo yaad hoo sakta hai koch aur yaad aa jai^
Re: Janwar
muj ko
Gadhay ka baby acha lagta hay,, lekin jab tak wo baby ho bas tab tak bara ho k Gadhay ka bacha ban jata hay
or or orrrrr,,, Chooza b acha lagta hay nanna sa
Re: Janwar
Kuttay is liay achay lagtay hain kay Janwaron main sub say ziada wafa-daaar Janwar yehi kutta hai…![]()
Re: Janwar
Jub chota tha to kis ka bacha tha…![]()
Re: Janwar
hahahahahah !! wesay ajj kal kay larkay bhi baby donkey say kum nahi
jhooti chamak or jhooti muskurahat kay peechay peechay chal detay hai ![]()
Re: Janwar
humans
Re: Janwar
oh ho kafi khatarnak cheez pasand hai app ko ![]()
duniya ke sab say khatarnaak makhloq hai , jo dil aik pal mai tor dalti hai or aik pal mai insan ko us jhaga chor jati hai jaha say woh kabhi wapas nahi aaa pata . . . . .
janwar tu insan ko samnay say martay hai magar yah humans tu peechay say mar kay half mara howa chor kay appni zindage mai wapas jaa kar khooshi khooshi rahnay lagtay hai .![]()