Janwar: Wild East's Most Wanted

Re: Janwar: Wild East’s Most Wanted

:eek: :eek: 20 bachay :smack:

haan kahani ko agay bharatay howay… Niyal foraan apnay skate board per ghar jata hai aur apni janwar jee ka dil behlata hai… :hugz:

waisay bachoon ki kami tu nahin hai … lekin sirf aur sirf aur sirf razya kay liya woh

dakoo ko kfc say zinger aur subway bhi lay ker jata hai.

aur swee2 say bachay ko wapis lay ker a jata hai.

wapsi per woh soochta hai kay sub bachoon ko boarding house send ker day. :yahoo:

aur phir woh aur razya :blush: girja ghar ki sair kay liya jatay hain.

the end.
PS: it is available at image2 gs.