Re: Janwar: Wild East’s Most Wanted
**Lay-D-Honey **- - - yaar dhamakay ke dawa le hai dekho kia hota hai , magar abhi tak yah dhamakay meray barabar walay ghar tak sunaie detay hai
or raha sawal job ke reason ka tu woh tu manay half baat bataie hai poori tu nahi bataoo ga kabhi ![]()
**Niyal **- - - - khalaaaaaaa
why u said that
ap is tarha hum ko chor kar jaie ge tu bhala hum phir kesay khooshi kay pal guzar paie gaay , us kay leyah appno ka sath hona lazmi hai or app humhari appno mai ho nah ![]()
BlackForst 420 - - - - aunty app aaaa he gaie is thread mai , abb ALLAH khair karay is thread kaaa , im sure kuch acha he karay ga
wesay thanks nah woh kia hai nah Papu Pajer kay pas time nahi tha tu humnay soocha hum he us ke jhaga kharay ho jaie , kafi fit aie hai us ke jhaga par hum i know ![]()