Re: Janwar: Wild Eastโs Most Wanted
**niyal **= = = kismat ALLAH nay appke bOohat ache liekhi hoge , bus appni taqdeer ke lakeero mai appnay anay walay kal ko dekhay , appko woh sab melay ga jis ke appko chahat rahe zindage bhar
or about my DIL . . . . . yah bana he serf khaalnay kay leyah hai , jis ka dil chahaa khela or bore honay par chor kar chalta bana
so agar app khela chaho ge tu yakeen karo khelnay say pahlay he chale jaoo ge
wesay khal khal mai kahi DIL-Lagi ho gaie tu badnaami appke ho ge kyun kay yah dil barsoo say badnaam hai ![]()
by the way happy new year
ALLAH app ko boohat khooshiya day or appke family ko bhi .![]()