Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
![]()
I m Rehana .. 85 yrs old ..
n doing ALLAH ALLAH ..![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
![]()
I m Rehana .. 85 yrs old ..
n doing ALLAH ALLAH ..![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
---------x----------
I did not !
kasmay, I did not,
:k:
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
i think u r the perfect match 4 janwar bhai..![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
bas bibi jee kaha say start karo ![]()
pahlay nikah kiya per beej sarak may akayla chor deeya ![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
------------x------------
Thats good !
:k:
Now can you say this in ‘Reverse order’
, while walking ‘backward’ to the front door,
:k:
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
oowww…
he didn’t deserve u..
ab chup ho jaa..
theek kia hai tumne..dumpin’ back..![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
main???i m more like his daughter…![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
---------x--------
did not too
:k: lier lier on fire,
chaloo ab public mai ‘meray ganday kapray na dhooo’
maaf ker do aur soree bola hai, baba,
:k: ![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
-----------x--------
No excuse P-kuri !
I’ll decide that, tum haan to kero, ![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
mayrii taraf say bhi ‘Haan’ hai… sharmaa-ing …
magar zara ‘Inn’ say poochiyye kay yeh hummay Khush kaisay rakhain gay…![]()
…
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
^ dayko jee humaray Janwar kio larkio ki kamee nahi hay
… but for god sake why would he marry a guy ![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
.. aap say kisnay kah diya kay main Larka Hon…
i am 200% Larkiii…
…
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
^ opppsssssssssssss ![]()
sorrry jee ap kay nam say i couldnt guess… ok bala ap kud batayooo hum ra kaysay pata chalay ga kay ap karki ho kay karka ![]()
na profile may kuch leeka hay, na signature may kuch hint dee hay per bala mayno kia expect kartee ho ![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
hehe... wo kya hai na... humray ko loogon ko 'Kunfuse' karan main maaza aawat hai kabhi kabhi.............:D.......
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
Oye koi larki apply na kare plz
yeh already engaged hai
sab larkiyan hoshiyar hojain he iz engaged , yeh bahut bara flirt hai becarefull ![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
^^ Abbay chupppp , kabab mai haadi,![]()
Girls , did I mention about the $10 file submission fee ,
..
chalooo jaldi jaldi sab Attia kay pass jama kerwa doo, ,
:k:
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
larkiun yeh rainu aur janwar dono jaal saaz hai paise lay kar bhag jainge koi mut jana wahan ![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
---------x------------
abaay kaha na chuup,$10 dollar ka aik sara hoya note DM kay munh mai thonsing ![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
main rishwat nahin longa * $10 dollor wapis deying* logon dekh rahe ho na in ki dhoke baazi koi larki bhi na jay ![]()
Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
-------------------x------------------------
Paisay to Michael Jackson nay bhi logoun ko deye thay munh bundh rakhnay ko…
es ka matbal yeh thori hai, kaye us nay waqai bachaay peetaye thay,![]()