Re: Janwar needs a Girl - for Rishta
rainOoOOOOoo bhai ![]()
yaar kOie acha sa rishta karwana ![]()
us mai aik khoobi zaror ho kay woh khana acha banati ho bus phir tu ill marry her woh bhi ankh band kar kay ![]()
or hai rainOoo darling . . . . . jaldi karwa yaar appni age niklay jaa rahe hai yah nah ho kay khali engine ke tarha rah jaoo ![]()
Yourfriend - - - - pata nahi app ko dekh kar kuch kuch hota hai ![]()
or tamam larkiyo thanks for lookin a girl for me . . . so dair kis baat ke ho jaoo shoro appnay appnay kaam par ![]()