woh lateefa tau suna he hoga jiss main aik cheeni her roz aik pakistani ki dawat kerta hay aur khanain mian hamesha Khargosh hota hay . . aik din Pakistani pooch leta hay k itnain khargosh aatay kahan say hain tau cheeni ka jawab hota hay k roz mew mew kertay khud he aa jaatay hian 