Re: Janwaar
bhag yaha say kabar kay keeray .
Re: Janwaar
bhag yaha say kabar kay keeray .
Re: Janwaar
main to keera hon tu naag hai naag kala sheesh naag ![]()
woh bhi ganja wala ![]()
Re: Janwaar
abey snake kay kab baaal hotay hai . . . . chechoray insan :p
Re: Janwaar
burger snakes ke baal hote hain
jo defence wagera main hote hain ![]()
Re: Janwaar
acha . . . . . . magar tum tu kabar kay keeray ho
tum ko kesay pata ![]()
Re: Janwaar
aray bhai ganjay logoon k haan ganjay snakes hee hongay na:blush:
Re: Janwaar
aah come on..!!
not again..!! ![]()
Re: Janwaar
kabar main burger snakes bhi hote hain meri jaan ke aakhri totay ![]()
ju r rite waise yeh inke snakes ke baal inko dekh kar gir jate hain ?
Re: Janwaar
Precious khan . . . . . abey tuu kaha say aageyah ![]()
LA DA HONEY . . . . mai bhi kab say sumjha raha ho is ko Not again ![]()
Decent munda . . . . . chal bay bhag yaha say im busy gulab jaman say niklay sarelay danaydar akhrot kay phapondi lagay anaj kay danay.
Re: Janwaar
tum koi baat short main nahin likh sakte ? har chez ka mazmoon bana na zaroori hai ![]()
Re: Janwaar
well.. what can u do abt it..
ab to tumhe yeh sehna hi parhega..![]()
Re: Janwaar
La Da Honey - - - - bus jii abb tu adat c hai mujh ko asay jeenay mai
kia karo ![]()
Precious Khan . . . . . acha mai sumjha tu zameen kay neechay say ayah tha ![]()
Re: Janwaar
![]()
theek se soocho.. zaroor koi raasta mil jaayega..![]()
remember..kehte hain agar zindagi mein khuch bana ho ya haasil karna ho to dil ki suno, aur agar dil bhi na jawab de to aankein band kar ke apni mummy aur papa ka naam lo..dekhna phir, tum har manzil paar kar jao ge, jeet tumari hogi…sirf tumhari…
think abt it..
Re: Janwaar
La Da honey - - - - manay yah formula apply karnay ke kooshish kari thi magar jesay he ankhay band kar kay appnay PAPA kay baray mai soochta tu muu par thapar ka neeshan par jata :(
Re: Janwaar
aesi harkaten karte kyun ho jo thappar parte hain ![]()
Re: Janwaar
![]()
haan to mummy ki yaad karo..
woh to nahi thapar maar ti thi naa..
atleast that’s what i hope 4 ya..![]()
Re: Janwaar
Precious Khan . . . . . acha mai sumjha tu zameen kay neechay say ayah tha
[/QUOTE]
mairay aatay hee tumhari AQAL ghaas charnay chali jaati hay :D
Re: Janwaar
Janwaar kee zuban Kali hai.. ![]()
Yeh kis country main boli jatti hai..
Meri zuban tuo Punjabi Hai… ![]()
Re: Janwaar
janwar bhai mayray layay bee koi dua karo na ![]()
P. S everyone else salam ![]()
kaysay ho mayray sab behno aur behno kay bhai ![]()