Re: James_bhaand Uncle !!!
^ new version aachuka hay un ka .... or app old version he load ker rahay hain * snooty *
Re: James_bhaand Uncle !!!
^ new version aachuka hay un ka .... or app old version he load ker rahay hain * snooty *
Re: James_bhaand Uncle !!!
mughe koi kyun nahin bata raha k woh kahan hain aur konse nick se hain ![]()
Re: James_bhaand Uncle !!!
![]()
Re: James_bhaand Uncle !!!
itna kyun hanse rahi ho ![]()
Re: James_bhaand Uncle !!!
DM bhai koi baat nahee, woh jis bhais mai bhi haiN Allah unko khush o khurram rakhay, Amen.
Re: James_bhaand Uncle !!!
woh bhains main hain
woh kaise gaye bhains ke andar ![]()
Re: James_bhaand Uncle !!!
![]()
Re: James_bhaand Uncle !!!
Lol woh bhains kay ander nahee, albeit na janay kitnee bhainsaiN, gaayeN, bakray, aur kukkaR unkay ander jaa chukay hain ab tak. ![]()
Re: James_bhaand Uncle !!!
Main ney suna hey kay James Bhaand
aur hamary doosray missing Uncle Phajja NaanBhai
aajkal kisi impotent “muhem” par gaey huway hain – HakooMat-e-Pakistan kay kharchay par :roman: lehaza kuch dinoun tak in ki gar-haazri par sabar karain…
Jaisay hi yeh hazraat apney mission impossible say farigh huway, NeT par aa kar apni khairiyat say zaroor muttal’aa karain gaey…
![]()
Re: James_bhaand Uncle !!!
Allah khair kare un guy bakriyun ka ![]()
Lony Thnx yara khuffiya khubar suna ne ka ![]()