Jalwa !!

Re: Jalwa !!

ALLAH ka shukar hai rozay achay jaa rahay hai :) or raha pyas ka tu woh tu lagti he hai magar jab mai gareebo kay baray mai sooch leta ho tu woh pyas jo mujh ko lag rahe hoti hai woh meaning less ho jati hai .