Jal Uthay Sau Deay, Jab Lia Tera Naam..

Re: Jal Uthay Sau Deay, Jab Lia Tera Naam..

haye o Rabba :p
Aisha jeeee...kohnse khilonai? ;) hehehe
soch leeya kyaaaa?

Reddy jee...kaiko plaaaaning kee fikar karta raye?...
Fasanti bola na sab set karregi...
to tu fikaaar nai karne ko hai...
samjay? :D
hehehe