Re: Jab tak khuda ki zaat hai
bhai aapko kia man-KHuliya ho gayaa? dunyaa kii saare mumaalik aur qaumeN qarzoN pe chal rahii haiN aur kuchh haiN k ai’sh bhii kar rahii haiN…to miyaaN, aisii kia museebtii aan paRii? ![]()
taking credit is a blessing in disguise! mauj masti karo, jab pay karne kaa time aaye to deevaaliya [bankrupt] ban jaao! ![]()