Jab Sitare hi nahe mil paye

Re: Jab Sitare hi nahe mil paye

Khoda pahaR nikla chooha, wo bhi mara huwa :bummer:

Bibi behashti Zewar wala daur anqa huwa.. ab biviyan I love you kehne se mutma’in nahin hoti.. waise bhi unhon ne ye dialogue her drame aur movie main itna sun lia hai ke iska asar nahin hota ab