jab kuch sochnay ko nahi ho tou

Re: jab kuch sochnay ko nahi ho tou

shaayir farma gaye hain,

bekaar ma'aash kuch keeya karr,
pajaama, phaar ke siyaa karr..

(disclaimer, here shaayir is assuming ke pajaama:

  1. apna ho
  2. pehna hua na ho)