Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
:sigh: dukhi aur dukhi mat hona..
yeh dil nahee hai koi khilona
milatay hain tum ko un say ab
mujhay 2/3 din baad to milo naa.! ![]()
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
:sigh: dukhi aur dukhi mat hona..
yeh dil nahee hai koi khilona
milatay hain tum ko un say ab
mujhay 2/3 din baad to milo naa.! ![]()
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
:aq:
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
JJ tumhain kia huwa..?
tumhare liye bhi shayari likhoun ? :p
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
zeroorrr ![]()
:aq:
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
irshaad ka beta kia hai..
Kayi dinoun sa hum so nahee paye
kayi dinoun say hum so nahee paye
najane woh kaise dushmani nibhaye
khuda kabhi na de aisa dard kissi ko
jo raat ko bister peh khatmal de jayay..!
wah wah wah..!! aadaab
:bowing:
Dekha mujhai pata tha k tumhai mera jana acha nahi lagai ga
issai kehtai hai assli …
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
:aq: i thought tum MERE lie shayri ker rahe the yeh tu khatmal ki lie he
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
oh sorry.. main confuse ho gaya tha.. :D
aap keh liye irshaad ki wife hian.. keh..
baharoun main fiza mehekti hai phooloun ki wajah say
ruk jatay hain sab aap ki surili sada say
kahi aisa na ho keh hum haspatal pohonch jayain
khabar hai tootti hai tangay loogoun ki tumhari ada say
wah wah wah..! :D
chalo main chala office say ghar.. miltay hian kuch dayr main..! :) adios !
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
raat me aiega CG sahab hum apka RAKS ekhnge
bohet shoq se
![]()
issi kehte hain kya?:aq:
Nahee na larkoo sai issi batay nahi puchtai
Re: Jaane Tu.. Ya Jaane Na..
hain:confused:
acha theik hai na batayoo maine awain poch lya tha.. ab khud hi soochna pareyga:hmmm: