jaan lewa kahan ho mian?

Re: jaan lewa kahan ho mian?

^ bohat ajeeb movie hai yeh.. :D

Re: jaan lewa kahan ho mian?

^^ MOVIE nahee DRAMA;)

kiya samjheen:D

Re: jaan lewa kahan ho mian?

bus itnay hi logo ko miss karti ho???
.
.
.
.
oyeee appas mai laggi huhi ho mere liye thread khol kar:smash:

Re: jaan lewa kahan ho mian?

:ahaa: school. Waisye I did come in between sometimes…laykin itna nahi; MashAllah se :blush:
So how was it at the khalla and the chachi’s place?

Re: jaan lewa kahan ho mian?

drama .. hehe..

Re: jaan lewa kahan ho mian?

yeah.. bas itney logon ko miss karti hoon.. aur koi yaad nahi aa raha..:smiley:

Re: jaan lewa kahan ho mian?

mai akela tou reh sakta nahi iss liye tum nahi arahi tou yeh maine naya maal gowdaam mai dalwa liya hai:smokin2: :smiley:
.
.
.
.
kuriyeee: appas mai q lagi huhi ho:smash: MAI HOON NA

Re: jaan lewa kahan ho mian?

what?:s

Re: jaan lewa kahan ho mian?

mein bhi hoon na.. :konfused:

Re: jaan lewa kahan ho mian?

kyun ji…aaj kyun nahin aana tha? kahan bz thay?

Re: jaan lewa kahan ho mian?

satya naas:smack: kisi k palay mere dialoug partay hi nahi:bummer:
.
.
.
.
kuriyeeeeeee: tum agar ho na tou aisa karo jo mai kehta hoon acha tumnay wohi karna hai jo mai kehta hoon agar koi aur kuch kahe tou waisa nahi hai karna jaisa tum nay karna hai na woh maine hai batana aur aur jo maine hai batana woh tum ne hai kar k ana chalo jo mai ne bataya hai hai woh kar k aao:halo:

Re: jaan lewa kahan ho mian?

ajj maine socha tha k fazool logo k pass nahi jana:p

Re: jaan lewa kahan ho mian?

wah ji. yeh baat karke aapne to hamein khush kardiya

:bailan:

Re: jaan lewa kahan ho mian?

i knew k mai tumhari umeedon par pura utroo ga

Re: jaan lewa kahan ho mian?

haye Allah… :eek: yeh kya keh rahey ho? samajh nahi aa raha.. :blush:

Re: jaan lewa kahan ho mian?

mujhay nahi aya tou tumhaya kaha se aye ga:rotato:

Re: jaan lewa kahan ho mian?

:smack2:

mein fazool mein confuse ho gayi.. :stuck_out_tongue:

ufff.. m sleepy..

Re: jaan lewa kahan ho mian?

jagti rahoooooooooo:smash:

Re: jaan lewa kahan ho mian?

jeeee.. jaag rahi hoon.. my kharoos house mom so nahi rahi.. :bummer: i have 2 go in my frends room.. :frowning:

Re: jaan lewa kahan ho mian?

koi special friend hai kia;)