Re: jaan leva is geting married to a gupshup guppy
ok pagli issi khushi mai aik new lateefa for u (i swear its not from google , kal tv par suna)
aik daffa aik sikh sharaab pee kar zor zor say ro raha hota hai, to aik pakistani paas ja kar poochta hai, abay kiyo ro rahe ho, saath mai sharaab peete ja rahe ho? to sikh kehta hai…jisko bhulanay kay liye pee raha hoon us laRki ka naam yaad nahi a raha ![]()
so P@GL! , UK ka aaj mausam kaisa hai