Re: Jaaan Lewaaaaaaaaaaaaa
Shikra Mod hai aur tum aik member. Beta main to Mod, chahay woh american ho, ki parwah naheen karti. Wetcanvas.com, jahan main guide hoon, aik Mod nay mujhay apni photograph post karnay ko kaha thha. Kisi burray maqsad say naheen bulkay painting karnay kay liye laikin mainay us ko woh daant pilayi kay usnay mujhh say maafi mangi. Woh native american hai but I dont care who is who. Main to woh karti hoon jo theek hota hai…![]()