Re: Jaaan Lewaaaaaaaaaaaaa
Ji, location naheen city ka guess diya thha laikin aap to exact location poochnay lagay…
Shikra nay city ka poocha thha aur us ki jo halat ki thhi na woh wohi janta hai…:o
Age to mainay James Bhaand ko bhi naheen batai.
Ji, aap kaun??? Aisay hi free honay ki zaroorat naheen hai. Mera bhai bhi GS ka member hai.