إِيّاكَ-نَعبُدُ-وَإِيّاكَ-نَستَعينُ - iyaaka na'budu wa iy

Re: إِيّاكَ-نَعبُدُ-وَإِيّاكَ-نَستَعينُ - iyaaka na’budu w

Peer-o-Murshid Imran Khan saheb is ayat ko bar bar parh ker dua kar rahay hain aur khud ko iss baat per qayem rahnay kee talqeen kar rahay hain kay:

‘Her haalat may … Chahay zindagee may kamyabi ho yea na ho … yea phir agar Allah nay Iqtadar day hee diya … tou Iqtadar milnay per … ‘Nawaz, Zardari aur in kay chaylon-chamchoon’ kee tarah mulk lutnay, zulum karnay, jhoot bolnay, dhoka dayna, masoom logon ko police kay hanthon qatal karnay, haram doulat jama karnay, IMF-Worldbank-America-Saudia-etc say bheek mangnay, aur ‘paisay ($)’ per bharosa karnay … kay bajayea … Allah per bharosa karyoon ga, Allah say madad mangu ga, aur Allah hee say rahnomaye chahoon ga’.