Re: itsarshad in the house :)
^ lolzzzzzzzzzzz
bhai new bie app k key borad main ik lambaaaaaaaaaaaaa sa button bhi ho ga jis ko english main space or urdu main waqfa kehtay hay
apnay nick kay taameeratee marahil main zara us ko daba laytay to ajj mere 10 min app kay nick ko totay totay ker k perhnay main na lagtay
anyways welcome in gs !
isi liye to siyany kehtya hain " WAQFA'" (space) bohat zaroori hai !