its time to share ur KEY CHAINS !!!

Cycle k ilawa mujhay kuch chalana nahin aata. aur agar aata bhi hota tau yahan mujhay uss ki zaroorat he nahin hay. my office is 5 min walk from room. aur agar kahin aana jaana ho tau Company ki guddi with driver :smooth: