its me

Re: its me

yaar belive me yah pic manay pahlay bhi kahe dakhi hai , mujh ko yaad nahi aaraha kaha magar dakhi hoie hai . . . . . is shakal ko mai acha tarha janta ho . . . . . magar yaad nahi par raha . . . . . khair jab yaad aajaie ga tu bata do ga .

p.s wesay u lookz kateel haseena ;)

Re: its me

mazra? hahahahaa bwahahahahah :rotfl:

mazraaaaaaaaaaaa :rotfl: hahahah o man… lol… sorry couldnt control

aap log ‘j’ ko ‘z’ aur ‘z’ ko ‘j’ kyun likhtay hain ?

:rotfl:

Re: its me

kaisa hay tharkee :wink: :hug: :kiss:

Re: its me

arey yeh to achcha mazak ho gaya.aur janwar ne to hadd hi kar di.waise janwar ji jab yaad aa jaye to mujhe bhi bataiyega ki aap ne mujhe aur kahan dekha hai shayad meri kumbh ke mele main khoi huyee judawa bahen wapas mil jaye aap ki madad se:D:D:D:D

Re: its me

kya karen aadat se majboor :smiley: zo hain

Re: its me

ghalat.. aadat say mazboor zo hain..

:rotfl: aww man..

looking kool shiv :k:

Re: its me

woh kuyn? …

nahi tou bilkul bhi nahi .. dekho sab say pehlay mein nay line mari hai .. so samjh gai na .. pehla no. mera :stuck_out_tongue:

Re: its me

hey com on … chillax .. don’t take anyone so serious … counting me … :smiley: