Its Cold....

Re: Its Cold…

Sardi aa gai :sadiyah:
kapRay dhoonay walay sabun ki bachat hi bachat :phati:

ab shirt pehn’Nay ki zaroorat nahi hogi
sirf sweater kay ooper shirt ka collar laga kar kaam chal jaiey ga
sweater kay neechay jhaank kay kaun daikhta hay

:chai: