---- It was FUN talking to Azkar Bhai on the Phone ---

Re: ---- It was FUN talking to Azkar Bhai on the Phone —

abay…chance toh tumharay pass bohot thay..magar intention naheen thay..issi baat par toh afsos hota hai.

aik uss thread mein bhi likh detay keh fraudia aik shareef buzurg hai jo paan kha kar phone par poplay moonh say baat karta hai toh koi baat bhi hoti.

humari sharafat sadaqat sahafat shujata amanat khayanat baghawat waghaira ka toh aaap nay koi tazkira kiya hi naheen.

brutus kaheen ka…