**Islam tu buhat kuch kehta hai magar islamion ki sari twaja bechari bivion ko hi mar peet ker seedha kerny ki kion hai??? I know Abu Hanifa se related lakhon ahadees quote ki jain gi jahan aik sahabi ne kah aky aap ne bivion ko marny se mana kiya hai tu bivian sir cherh gain hai aur phir Quran ki pafra number 5 soratul Walumhsinat ki woh aiyat utri ky jis main bivi ko marny ki ijazat hai. bas jee khuli chuti kafir se kafir muslman ko yani ju muslman zina kerta hai sharab peeta hai aur twaifion se dil behlata hai ISLAM OF ABU HANEEFA Ki ro se woh haq RAKHTA HAI APNI PAKBAZ BIVI JU OSEY BURAI SE MANA KERY MARNY KA AUR ZIADA HI NYKI AAi TU DOSRI SHADI TU HAQ HE woh kery ga yahan who is kutty ki dum??? ju choda so sal Islam islam kerny aur aik Muslim khandan main paida honey ke bawjud burai per ara hai ya woh aurat ju burai shrab, juwa satta ya cigarette se mana kerti hai:aq:
In other words kutty ki dum ko mar mar ke soar ki dum ban ado yeh kahey ga beshter logon ka Islam
Koi ziddi bivi (in case if she really zidi) ke liey yeh kehny ki juraat nahi ker sakta ke aurat/hawa ko Adam ki pasli se paida kiya tha aur woh tu hai hi jhuki hoi os ko aur nahi jhukaiya ja sakta( kis per o ski tofeeq se ziada bojh mat dalo) so woh toot jaey ki magar seedhi nahi hu sakti this is from ALLAH so SABR innaAllah maa sabreen aye maomin o sabir shakir insan:D
**