~*~ Iss Waqat Aap ~*~

Zahir Hay Churail G :dixsi: aap aur mujh darain , but i’m afrid of you bcoz of your darawona pun :omg: … waisay main nay tumhari aankhoon main daikha hay main acha khasa handsome lag raha tha :salute:

:nono:

:cb:

Re: ~~ Iss Waqat Aap ~~

mjse b koi bat karlo....:(
mje roza lag rha hay aur boriyat b ho rhi hay:(

Oh Hi Sana, Allah Ka Wasta aab jamaiyan nah laina waisay :yawn:

Re: ~~ Iss Waqat Aap ~~

sanafozz ap larki ho yan larka:konfused:

Re: ~~ Iss Waqat Aap ~~

sana:wave:…kitna time he till sunset??..nice av:)…

Re: ~~ Iss Waqat Aap ~~

tm dono sunny pagal hogai ho...

meri ankho mai kb dekha tm ny...tm to ho hi drowny bhoooooooooooooooooot...

jamaiyan matlab??

aap ko kya lagta he?:faizy:

lol…nai lyti bt bht roza lag rha hay:teary1:

sunny aya tha idher kya:aq:

Re: ~~ Iss Waqat Aap ~~

office ke chutti ka intezar :bummer:

**Daikho San Yah hum Donoon balkah teenoon say jal sarh kar kabab ho gai hay aur woh bhi basi ghoshat ka :omg:

Yaar aab itna israar keon kar rahi ho apni aankhoon main daikhnay main :wink: … waisay i know there is pyaar he pyaar :cheer: **

Re: ~~ Iss Waqat Aap ~~

sanafozz pata nai …rozay mai guess b nai ho rha :smack2:

Main nay Totkah bataya tha pyas aur bhook say bachao ka parha naheen tum nay :aj:

Chup yaar mujhay pyaar say sunny kahti hay :omg:

Re: ~~ Iss Waqat Aap ~~

hahahaha...tm log kaly kbab bn rhy ho....

kera pyar....ja kr apna mu dho kr aao....

Re: ~~ Iss Waqat Aap ~~

Tumhain Kala Aur Kalay buhat Yaad aa rahay hain aaj :hmmm: Mujhay Dar hay aab tum yah gana gana nah shuru kar do …
Kala Shah Kala
Maira Kala Aye Dildaar

:omg:

[quote=“Sannan, post:250, topic:206768”]

Main nay Totkah bataya tha pyas aur bhook say bachao ka parha naheen tum nay :aj:

nai para:@:
itna gusa nai karo:flowers:
mje gusay se dar lagta hay:@:

Re: ~~ Iss Waqat Aap ~~

yaar sana today nobody is fighting with me … mujhay sakhat boriat ho rahi hay :yawn:

Re: ~~ Iss Waqat Aap ~~

ni ji mera wo to boht handsome or gora hoga...tm kaly door hi rho

**Kia Tumhara Woh :konfused: :hmmm: … Sharam Karo Jumla tou pura bool lia karo :blush:
**