Baat tu Sahi farmayee hai Qibla aap ne.
Issi leye Aashiq/Lover boy apna Mud’aa shairi ke zareye bayan karne ki koshish kartey hian 
Our ye bhi achunbey ki baat nahi hai ke Parween Shakir ki kitabain tohfey main sab se ziada di jatee hain 
Mulahiza farmayeye : Jazbaat ka Thermometer …

