Ya.. I know… BUT.. kia kaROon… Dil hay ke maanta naheeN…
Arz kia hay…
Teri RahooN maiN khaRay haiN Dil THaaaam ke.. hai…
HUm haiN deewanay Teray naaam ke… ![]()
So… Chahay Tum shuru karo ya na karo… HUm tou intizaar kartay rahengay na ![]()
Ya.. I know… BUT.. kia kaROon… Dil hay ke maanta naheeN…
Arz kia hay…
Teri RahooN maiN khaRay haiN Dil THaaaam ke.. hai…
HUm haiN deewanay Teray naaam ke… ![]()
So… Chahay Tum shuru karo ya na karo… HUm tou intizaar kartay rahengay na ![]()
![]()
Kiss maamlay maiN.. humm… .Ke.. Kitni HaiN currently .. ![]()
goldy:bass kia karo…mujhay baksh do…:halo:
Koi .. Tatal Time pagal hi hoga… JO TUmhary mashwary pe Amal karega ![]()
over - all kamzoor hain : koi bhi nahi ![]()
kia matlab?..ghalat maswara thaa kia:bummer:
[QUOTE]
*Originally posted by Sinner: *
over - all kamzoor hain : koi bhi nahi :(
[/QUOTE]
Zero is also a Powerful Digit yar... UMEED pe Dunay Qayam hai ;)
HaaN na..
Wo arz kia hay.. Shair Uncle ne..
TumhaiN bhoool Janay ka Haq hay agar
Mujhay Haq muhabbat nibhanay ka hay ![]()
(Adab Arz)
[QUOTE]
*Originally posted by Golden Scorpion: *
Zero is also a Powerful Digit yar... UMEED pe Dunay Qayam hai ;)
[/QUOTE]
a khir kab tak ;)
goldy:tum totally khisak chukay ho..tumhara kuch nahi ho sakta...:p
Himaate MardaaN madade Khuda…
Jab Takk Himaat hay.. Tabb tak ![]()
Aray.. Jub Mujh Jesa banda.. Jiss ko har taraf se.. NO VACANCY ka jawab milta hay… HOsla naheeN hara tou.. tum tou… ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by naina wali: *
goldy:tum totally khisak chukay ho..tumhara kuch nahi ho sakta...:p
[/QUOTE]
Ashiq ka Ilaaj... dedare Yar maiN hota hay....
Hamra Tab tak. kuch naheeN ho sakta.. Jab takk.. Deedar-e-Yaar na ho jaye...
Warna..... PHir Hum ko bhi.. Laila MajnooN walay...... Rafi ke ganay .. ba awaze Buland Ganay paREngay :D
:biggthumb
ps. GS bhaii ap ne maloom kia :halo:
Itni Jaldi agar mera Processro kaam karay tou .. rona kiss baat ka ![]()
ITs somewhere Stuck in my mind… ![]()
oo bhei jo bhee karo.maira peecha choro..mainay tumhara kia bigara hai??![]()
HH…mairee bachi…mujhay tum bohat yaad aarahi ho..![]()
Hay Yaar humaray saath hi asa kiyoon hota hai ?
har taraf say no vacancy ki awaz ati hai ![]()
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Sinner: *
Hay Yaar humaray saath hi asa kiyoon hota hai ?
har taraf say no vacancy ki awaz ati hai :(
[/QUOTE]
COZ.... YES Vacnacy walooN ki ShaklaiN hum Jesi naheeN hoteeN ;)
Yaar itni buri shakal bhi nahi hai ![]()
wow nice pics :k: : )