Islamabad 'a very dangerous city'

Re: Islamabad ‘a very dangerous city’

yeh kia Ghazab kar diyaa…aapke na hone ne hii to loTiyaa Diboo di. tabhii to TTP kii himmat huii aapke shahr meN aa dhamakne kii. :smiley:

chaleN, Theek hai…aisaa kijye k Queen_24 se kahiye k vo Taliban par kaalaa jaadoo karvaa deN apne room-mate JinoN se! :cb: