Re: ISI financed the Aamir Khan’s “PK” film - Subramanian Swamy
Shuker karo abhi yeh nahin kaha kah dawood ibrahim ISI ko finance kar rha hay :cobra: wah ray aqalmandon u key mantaqain abhi abhi smaa tv ka naam bhi lay dia hay bus aab yeh kahnay key kasar hay ARY key taraf say yeh khaber geo aor NS nay phailai hay Allah khair karay