Burnished_Stone = = = tumhara nick bilkul sahi hai burn . . . jalo or saaroo
TommyKnocker = = =abey yaar kahay ko zakhmo par namak cheerak raha hai , app ko aik bhi larki gs par left nahi karwati jis ko dekho bhai bananay par toola howa hai , jesay maray shakal par bhai ka lebel laga ho yah koie trade mark ho or tu bolta hai 1st choice
makhan98 = = = im happy wut im Mod banay kay leyah app nay jo bola hai kay ankh , nose , or in last jo app nay ETC dal deyah hai us par abb shak ho raha hai tu bus hum ko nahi bana MOD Shod . . . wesay app ko mari ankh dakhni hai tu dekh lo … yah rahe mari ankh
<==== yah wali nahi yaar neechay dekho .
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
makhan98 = = = im happy wut im :) Mod banay kay leyah app nay jo bola hai kay ankh , nose , or in last jo app nay ETC dal deyah hai us par abb shak ho raha hai tu bus hum ko nahi bana MOD Shod . . . wesay app ko mari ankh dakhni hai tu dekh lo ... yah rahe mari ankh ;)
<==== yah wali nahi yaar neechay dekho .
[/QUOTE]
keep on posting and one day you will become mod of cafe ;)
any other parts inculding ENT & ETC ?