Re: Ishtaihaar barai Baqra
soory par main to penguin hoon:naak:
penguins ko to zabha nahi kar saktay:blush:
Re: Ishtaihaar barai Baqra
soory par main to penguin hoon:naak:
penguins ko to zabha nahi kar saktay:blush:
Re: Ishtaihaar barai Baqra
kionKai unki gardan he naheen hotii.. ![]()
Re: Ishtaihaar barai Baqra
![]()
nahi unko zabha karnay say danday par saktay hain:ASA:
Re: Ishtaihaar barai Baqra
Gardan hoti bhi to kon se halal thay ![]()
Re: Ishtaihaar barai Baqra
hmmmmm wesse Gardan hoooti tu kaisai lagTAi…
remember Sid from Ice Age? ![]()
Re: Ishtaihaar barai Baqra
Hahaha yeah
Re: Ishtaihaar barai Baqra
taken from BakroN ki Kartoot: Part 1 by AQ
"Baqra kistoon per" part 1 yaad agaya :D
Re: Ishtaihaar barai Baqra
kaash maiN ehd-e-haazir kaa maadran bakraa hotaa
aseer-e-zulf na sahi, meraY kaanoN ko tunaY pakRaa hotaa
meraY seeNgoN maiN jub bhee tu uNgliyaaN phera karti
apnaY daaNtoN maiN, teri kalaai jo dabochaa hotaa
Tu piyaar saY jub mujhaY gallaY lagaayaa karti
baaNhoN maiN teri aa kaY, maiN soyaa hotaa
kaash maiN ehd-e-haazir kaa maadran bakraa hotaa
Tu goTaa kinaari apnaY dupaTay ki jub uDheRaa karti
uss raat phir meraY seeNgoN ko bhee sajnaa hotaa
meraY shikam pe mehNdi say jo banaayaa thaa chaaNd tu naY
phir tau shab bhar falak sitaaroN saY chamaktaa hotaa
kaash maiN ehd-e-haazir kaa maadran bakraa hotaa
yeh lo jee BakroN ki Kartoot: Part 2 by *AQ Filbadeeh *bhee haazir hai .. khush ![]()
Re: Ishtaihaar barai Baqra
![]()
Btw, is it ok if I go ahead and try to make part 3? ![]()
Re: Ishtaihaar barai Baqra
BakroN kee kartoot par meraa koi haq naheeN hai…go ahead ![]()
Re: Ishtaihaar barai Baqra
aur HHL.... waisaY ho saktaa hai .. tumhaaraY bakraY kee kartoot ziadah 'achi' hoN, in exactly along with the connotation of word "kartoot" ;)
Re: Ishtaihaar barai Baqra
Barey samajhdaar ho, and no, I am not referring to hari batti you gave for making 3rd part ![]()
Re: Ishtaihaar barai Baqra
yeh hari batti kaya hia ![]()
Re: Ishtaihaar barai Baqra
yar aaj kal bakray buhat mehngay ho gaiey haiN :(
khoob seerat koobsoorat shareef sughaR aur tandrust bakra 15 -20 hazar ka milta hay - woo bhi mushkil say
Re: Ishtaihaar barai Baqra
uncle bhaan daap ki tabiyat kaisi hai
I hope you are feeling fine.
Re: Ishtaihaar barai Baqra
theek hooN
Ab Allah Allah karnay ka waqt aa gaya hay ![]()
tum sunnao madam - kya ho raha hay aaj kal
Re: Ishtaihaar barai Baqra
mein theek hoon as usual bachon mein and weight loose kerne ki koshishon mein busy.