Ishq ki chakki

Re: Ishq ki chakki

yeh labour laws kii munaasibat se to Theek hai…kia FREE labour har kisii ko available nahiiN thii/hai…yaa kam daamoN par? vaise, jo system thaa vo nihaayat hii ganda nizaam thaa/hai. har kisii ko jitnaa ho sake apnaa kaam karnaa chahaiye aur agar nahiiN kar sakte to jis se kaam karvaayeN uskii munaasib ujrat bhii denii chaahiye.