Re: Ishq ki chakki
hota hai waderon ki haweliyin main.. hamare ghar main to ghar ki auraten hi sara kaam karti thin aur hain… un dinon bhi jab hamari dadi ne bhensen rakhi hui thi to unko chara daalna… gobar ke uplay banana.. sab kaam ghar ki khawateen karti thin