aaaaawwwww kia yaad dilaa dii…bachpane meN mere ghar meN jab chamaarineN aa kar khaliyaan se anaaj ghar aane par daal banaane ke liye chakki peestii thiiN to maiN aur mere dost unke saath baiTh kar bahot chakkii peesii hai.
ghar kii chakki meN darii huii daal kaa swaad bhii dobaalaa kia paaNchbaalaa ho jaataa thaa. aisii daal ko "kaaNRii huii daal" kahte haiN. 