Ishq Ke Phool Bhi Khilte Hain...

Re: Ishq Ke Phool Bhi Khilte Hain...

ishq kii daastaan hai pyaare
apanii apanii zubaan hai pyaare

ham zamaane se i.ntaqaam to le.n
ek hasii.n darmiyaan hai pyaare

tuu nahii.n mai.n huu.n mai.n nahii.n tuu hai
ab juchh aisaa gumaan hai pyaare

rakh qadam phuu.Nk phuu.Nk kar naadaan
zarre zarre me.n jaan hai pyaare