Kisne kaha nahi chal sakta?? Yeh ghalat concept hai ke ishqe haqeeqi Mai Banda Sab Kuch chor deta hai,
Dono sath sath chal sakte hain agar ishqe mizaji Mai gunah shamil na ho tou .
Re: Ishq e haqeeqi
Kisne kaha nahi chal sakta?? Yeh ghalat concept hai ke ishqe haqeeqi Mai Banda Sab Kuch chor deta hai,
Dono sath sath chal sakte hain agar ishqe mizaji Mai gunah shamil na ho tou .
per gunah to vague term nahin. who will define gunah? Mullah ke liye to ek nigah bhi gunah hai
Kinzz:
Kisne kaha nahi chal sakta?? Yeh ghalat concept hai ke ishqe haqeeqi Mai Banda Sab Kuch chor deta hai,
Dono sath sath chal sakte hain agar ishqe mizaji Mai gunah shamil na ho tou .per gunah to vague term nahin. who will define gunah? Mullah ke liye to ek nigah bhi gunah hai
Husband wife Mai ishq nahi ho sakta? ![]()
Re: Ishq e haqeeqi
Husband wife Mai ishq nahi ho sakta?
Husband wife ke ilawa kahin aur ishq nahin ho sakta ![]()
Re: Ishq e haqeeqi
Yaar Urdu likhkhain na.
Re: Ishq e haqeeqi
Aik Khuda se muhabbat sachchi baqi sab afsaney hain ![]()
Re: Ishq e haqeeqi
Ishq Majazi is the real thing
Baki sab dramay hai hamay behkanay ke liye
Ishq Majazi is the real thing
Baki sab dramay hai hamay behkanay ke liye
Acha ![]()
Ishq e haqeeqi
^ this reply was for diva ![]()
Re: Ishq e haqeeqi
Ishq Majazi is the real thing
Baki sab dramay hai hamay behkanay ke liye
No, it’s the other way round.
Husband wife Mai ishq nahi ho sakta?
Husband wife ke ilawa kahin aur ishq nahin ho sakta
Ufffff
Maine kaha ke ishqe mizaji aur ishqe haqeeqi aik sath ho sakta hai, lekin agar us ishqe mizaji Mai gunah shamil na ho,
Lekin zahir hai ishq Ki starting shadi se pehely ho sakti hai, lekin shadi ke bad wo ishqe mizaji gunah to nahi howa na? To sath Mai Banda ishqe haqeeqi pe bhi pohanch sakta hai.
Re: Ishq e haqeeqi
No, it’s the other way round.
Oops my bad even i meant real thing is ishq Haqeeqi
Re: Ishq e haqeeqi
Kabhi tootey dil kay saath khuda ko yaad ker kay dekho …sab Ishq e majazi waghera bhool jao gay …
Re: Ishq e haqeeqi
Kabhi tootey dil kay saath khuda ko yaad ker kay dekho …sab Ishq e majazi waghera bhool jao gay …
Acha mjhe nhe pta tha
Re: Ishq e haqeeqi
Acha mjhe nhe pta tha
Chalo tou phir dil ko tutwao pehlay
Re: Ishq e haqeeqi
Chalo tou phir dil ko tutwao pehlay
Ab jaan boj ker tutwao kiya
Re: Ishq e haqeeqi
Ab jaan boj ker tutwao kiya
Kuch paaney kay liey kuch khona perta hai:D
Re: Ishq e haqeeqi
Kuch paaney kay liey kuch khona perta hai:D
Aur kho kay paanay walay ko baazigar kehtey hai ![]()
Re: Ishq e haqeeqi
Aur kho kay paanay walay ko baazigar kehtey hai
Ba
zigar o bazigar …tu hai bara jadugar …mera dil thaa akela tu nay khel aesa khela ![]()