Is Superman Gay?

Re: Is Superman Gay?

kiouN kiyaa aap punjaabi maiN baat karnaa shuru kar daiN gee mujh saY :bummer: ?

Re: Is Superman Gay?

Do kaanon main sar zaroor kar doon gi :grumpy:

Punjabi bolni aati ho to shrou kar bhi doon :bummer:

Re: Is Superman Gay?

Tenu punjabi naaieN aaNdee???:eek: tussi punjaban kuRi O te tenu punjabi ee naaieN aaNdee:-O lo dusso:-S

maiN punjabi KuRa errr mundaa :konfused:] naieeN fir vee changi changi punjabil bol sakdaa aaN:blush:

Re: Is Superman Gay?

haan jee baat to theek kahi app ne.. shukar hai mere saray dost/n bachiyaan yeh baat samajh gaye hain.. or ab wo nahi bolte..... bohat he ajeeb sa lagta hai jab app kishi say urdu main guftugu farma rahay hon or wo janab punjabi main tu tarak kar raha ho. insaan ko dar lagta hai kay pata nahi kis waqt galiyaan shuru ho jayain :(

Re: Is Superman Gay?

^ Te feir main ki karan :barbie:
zara apni panjabi to upload karo audio main, I wanna hear :smiley:

Re: Is Superman Gay?


shuru ho jaayeN? abaY mujhaY tau har waqt aisaa lagtaa thaa jaisaY gaaliyoN kaY darmiyaaN lafz bolaY jaa rahai haiN .. Imaan saY :(

Re: Is Superman Gay?

mujhaY pehlaY hee shuk thaa :hoonh:

aap aik number kee “keekar” ho :stuck_out_tongue:

Re: Is Superman Gay?

haan aisa bhi hota hai.. sub kuch mix kar ke bol detay hain.. jis ko samajh aa gaya theek hai.. warna jo nahin sumjhaa wo baychara gaya.. chalain chorain :)

Re: Is Superman Gay?

:rolleyes:
You need some sleep..

Re: Is Superman Gay?

Hawww... burray log :(

totay hooay dil ke saath thread se exit honay wala icon

Re: Is Superman Gay?

ho bloody cares if hes gay

Re: Is Superman Gay?

:omg: it has clouded every galz mind

Re: Is Superman Gay?

just like urs

Re: Is Superman Gay?

but it aint cloud no 9 :wink:

Re: Is Superman Gay?

maybe u r

Re: Is Superman Gay?

Aray bhai, chuDDi under pehno ya bahar pehno, humain kia. Hum ko tu bari ghabRRahat hoti hai inke istyle se… :bummer:

Re: Is Superman Gay?

^ :rotfl:

Re: Is Superman Gay?

:blush:

Re: Is Superman Gay?

yeah he is...his boyfriend is spiderman....although he does have a thing for batman, who happens to be doing the business with hulk....

Re: Is Superman Gay?

:rotfl: :rotfl: Reading this just cracked me up…