is shaher k hajoum mian

Re: is shaher k hajoum mian

bhalaa ho Ibrahim Zauq kaa jo Badshah kaa qurb Haasil kiye huye the aur kisii aur ko aage na baRhne dete! kitnii mohazzibaanah ‘tu tu, maiN maiN’ huaa kartii thii donoN ke beech! :stuck_out_tongue: