Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
agr ap danti nai hain to is mai mera kia kasoor hai ??? :aq:
Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
agr ap danti nai hain to is mai mera kia kasoor hai ??? :aq:
Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
Agar tumhari samaj na ayee , to mera kaya kaasoor ha?
Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
agr apko smj nai ati to is mai mera kia kasoor hai
Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
Agar 1 aour 1 , 2 hain to mera kaya kasoor ha
Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
agr 2 aur 2, twentytwo hai to is mai mera kia kasoor hai
Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
agar meri nakal otarroo gee , to mera kaya kasoor ha?
Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
agr apki shakal dekh kr nakal utarne ko dil krey to is mai mera kia kasoor hai
Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
meri shakal kaheen bani na ayee , aour ya ilzam lagee , to mera kaya kasoor ha?
Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
ilzam agr zalim pr laga rhi hon to ye usi ka kasoor hai
Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
ya be zamana ana tah , Mazloom pa ilzaam lagana ho to mera kaya kasoor ha
Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
agr zalim khud ko masoom bole to is mai mera kia kasoor
Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
massooom ka he kasoor ho to , mera kaya kasoor ha ?
Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
agr MN apni ghalti aur haar man rha hai to is mai mera kia kasoor
Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
magar masooom to masooom ha , ais ma mera kaya kasoor ha
Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
agr MN masoom hai to is mai mera kia kasoor
Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
hahahaha - i was about to declare you Masooom !!! in this post
tum chalak ho gayee , to mera kaya kasoor ha :D
Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
mister MN agr kisi ko ghalat comments detey hain to is mai mera kia kasoor
dont declare anyone smthng u dont know ![]()
Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
tum masoooom nahi ho ?
koi masoooomi ko na manay , to mera kaya kasoor ha
Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
jaise k ap masoomiyat ko nai mantay
agr MN mujhe masoom nai manta to is mai mera kia kasoor ![]()
Re: ~Is Mein Mera Kya Kasoor~
naina agar tum party nahi to iss mien mera kya kasoor
kidding