jasos
135
Re: Is Imran Khan sick ??
wah wah PPP kay jiayloon ko bhi peechay chor dia
aur end main yah bhi kah dain kah inn sub kay peechay Zia Ul Haq ka hath hay

waisay main nay kub kahan PMN N frishtoon key jamaat hay 
PS: main kissi bhi jamat ya banday ka andha pairokaar naheen hoon 