Is Imran Khan pathan?

:hehe::rotfl:

waisy mery zehan main Ptahan se hamysha gora chita /chiti atty they magar America a ker inkishaf howa ke Pathan kaley bhi hoty hain. Jab jab main ne Pakistan apni behan se baat ki key itney kaley bhi pthan hootey hain bhala:emmy::hehe: or woh bhi Afghan pathan:smack: os ne kaha yar hu sakta hai wo Soraj Grehan ke waqat pyda hoy hu;)