This is sin, yeh sab Islam main allow nahi hay,koi do log opposite gender ky hug karain chahy niyat koi bhi ho yeh had sy zayada galat hay,agr ap kisi ko khd k qareeb any sy rokana chaaho to koi apky qareeb nahi asakta agr aisa koi chahy hi na to kia kia jay,
Allah pak ka dar dil main rakahya kay usky samny paish bhi hona hy.
I dont understand Muslims kis direction main ja rhy hain,sahi galat janty huy bhi har galat kam krty hain Allah pak hum musalmano par Reham kary.