Is dil ne tere baad muhabbat bhi nahee ki !!!

[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *

lolzz arif any masla
we dont know each other then y r u worried abt me
asaleyaat abt me u dont know me even
aur aap ki kiya asaliyaat hai mujhay kuch
jalnay ki buu arahai hai ;)
bukhaar-e-ishq kehlijye lolzzz woh nahin utarayga
[/QUOTE]

No, mujhe koi masla nahe hai tum jao aur ishq karo Munir ke sath ya kuch bhi karo... !

Mein tumhein sirf ehsaas dilaana chah raha thaa ke jo takleef tumhein horahi hai mujhe bhi kal aisi hi takleef huwi thee !

Aur shayad tumhein andaza hoga ke kisi ajnabi ke sath naam jorne se kya thais pohanchti hai dil ko, bilkul ussi tarha jis tarha tum ne GKK ke sath aur jane kis kis ke sath mera naam jor daala thaa !

Apne gerebaan mein dekho phir bolo dosroo ko !

[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *

aise nahee bolo

Lamhay Khuda ko hazir-o-nazir jaan kar munir tumhein apni behan samajhta hai

Chalo jaldi bolo shabaas... phir tofee donga :p
[/QUOTE]

:) arif ji aap ko itni fikar kyoon??

[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *

No, mujhe koi masla nahe hai tum jao aur ishq karo Munir ke sath ya kuch bhi karo... !

Mein tumhein sirf ehsaas dilaana chah raha thaa ke jo takleef tumhein horahi hai mujhe bhi kal aisi hi takleef huwi thee !

Aur shayad tumhein andaza hoga ke kisi ajnabi ke sath naam jorne se kya thais pohanchti hai dil ko, bilkul ussi tarha jis tarha tum ne GKK ke sath aur jane kis kis ke sath mera naam jor daala thaa !

Apne gerebaan mein dekho phir bolo dosroo ko !
[/QUOTE]

haye arif ehsaas mujhay nahin main tu pathar hoon aur pathar ko koi ehsaas nahin hota
aieen
main nay kab aap key gerebaan main jhanka tha ??
jo apnay main dekhoon ab?

[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *

No, mujhe koi masla nahe hai tum jao aur ishq karo Munir ke sath ya kuch bhi karo... !

Mein tumhein sirf ehsaas dilaana chah raha thaa ke jo takleef tumhein horahi hai mujhe bhi kal aisi hi takleef huwi thee !

Aur shayad tumhein andaza hoga ke kisi ajnabi ke sath naam jorne se kya thais pohanchti hai dil ko, bilkul ussi tarha jis tarha tum ne GKK ke sath aur jane kis kis ke sath mera naam jor daala thaa !

Apne gerebaan mein dekho phir bolo dosroo ko !
[/QUOTE]

Main arif we are good friends app ye bhonda discusion abb band karain
lamhay g is my dostt and like a behen app ney abb tuk unhien behen nahe keha zehan app ka kharb hae

No, mujhe koi masla nahe hai tum jao aur ishq karo Munir ke sath ya kuch bhi
karo... !

Huh ap ka jaisa kirdaar nahin mera
and mind it mr aap bhi behen kahien na ghazal ko
lolzz
kahan woh kahan aap !

[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *

:) arif ji aap ko itni fikar kyoon??
[/QUOTE]

Fikar tu ab aap ko hogi lamhay... ! Get ready !

The battle starts now !

[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *

No, mujhe koi masla nahe hai tum jao aur ishq karo Munir ke sath ya kuch bhi karo... !

Mein tumhein sirf ehsaas dilaana chah raha thaa ke jo takleef tumhein horahi hai mujhe bhi kal aisi hi takleef huwi thee !

Aur shayad tumhein andaza hoga ke kisi ajnabi ke sath naam jorne se kya thais pohanchti hai dil ko, bilkul ussi tarha jis tarha tum ne GKK ke sath aur jane kis kis ke sath mera naam jor daala thaa !

Apne gerebaan mein dekho phir bolo dosroo ko !
[/QUOTE]

By the way agar masla nahin tu itna lamba discussion kyoon ap kyon bakwas karahay hain
pls dont waste my and ur time !
allah hafiz

[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *

By the way agar masla nahin tu itna lamba discussion kyoon ap kyon bakwas karahay hain
pls dont waste my and ur time !
allah hafiz
[/QUOTE]

Well aap fikar mand kyo horahi ho, aap chali jao na mat lo is bakwas mein part !

Aap ki kyo jan nikali ja rahi hai, fikar na karo mein Gupshup ke members ko ya Munir ko kuch SACH nahee bata raha aap ke bare mein...:p

Fikar na karo, Munir bhai se batain karo :p

[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *

Well aap fikar mand kyo horahi ho, aap chali jao na mat lo is bakwas mein part !

Aap ki kyo jan nikali ja rahi hai, fikar na karo mein Gupshup ke members ko ya Munir ko kuch SACH nahee bata raha aap ke bare mein...:p

Fikar na karo, Munir bhai se batain karo :p
[/QUOTE]

well arif sahab he knows all sach sawal hai y u and me....
haan munir bhai sey bataien hi karoon cuz bhai ko khayal hai key in sahab ko kia masla hai :)

[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *
I dont' want to continue this useless discussion !
[/QUOTE]

challen aap ko khyal aa hi gaya

[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *

Well aap fikar mand kyo horahi ho, aap chali jao na mat lo is bakwas mein part !

Aap ki kyo jan nikali ja rahi hai, fikar na karo mein Gupshup ke members ko ya Munir ko kuch SACH nahee bata raha aap ke bare mein...:p

Fikar na karo, Munir bhai se batain karo :p
[/QUOTE]

patthar na maar peechhe se seene pe waar kar
tu meri baat ka zara aitbaar kar.

               Main uff bhi na karongi teri kisi baat par
               tu us waqt ka bhi zara intezaar kar.

               Kisson se bhari hain is jahan ki baatain
               sab kuchh bhula ke bas mujh se pyar kar.

               Main gham bhari zindagi jee to raha hoon bas 
               us bewafa ki baat ab na baar baar kar.

               Aati nahin hansee mujh ko ab "lamhay"
               tanz-o-maza ka rukh na tu ikhtiyaar kar!:(   :(  :(

uffffffffffffffffffffffffffffffff,:teary1: kya ho gaya hay…

well, jo huwa woh ab dobaara nahee hosakega kyo ke mein hi ja raha hoon gupshup se !

u cant do this:smash: :crying: bhiya mat jao…plzzzz?

lolzz haye behen apnay bhaiya ko samjhao na :wink:

ye mujhko kitna tang karta hai na :frowning:

Re: Is dil ne tere baad muhabbat bhi nahee ki !!!

Bohat hi Achi hai… :k: