is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin milta*naraz*

Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz

haan tou mey ney kaha na naam ka cafe hei:naraz: kuch bih khaaney ko nai deytey yeh log:crying:

Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz

Ghr se kha kar aya karo na kch :hoonh:

Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz

is cafe men sirf mirchain milti hen

Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz

jo aap bechti ho sab ko :stuck_out_tongue:

Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz

nhi men nhi kuch log hen jo ye kam krty hen waisay yahan baichi nhi jatin 1 doosrey ko lagai jati hen hai na

Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz

hahaha kafi kam arse main bht kch jan gai hain :stuck_out_tongue:

waise yeh kon log hain :slight_smile:

Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz

name nhi bataty mushkil ho jati he

Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz

agr khd meethe ho to sari mirchen kam nahi karti :stuck_out_tongue:

Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz

isi liye to abi tk yahan hen hm

Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz

means tm sweet ho :eek:

Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz

mashallah…

Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz

^hey sara hows u?:slight_smile:

Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz

me fine allhamdulillah an whts about u mam?

kuch khanay ko mila rabi :stuck_out_tongue:

Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz

^haan tuk biscuit woh bhi ghar mey :stuck_out_tongue:

Sara : m fine Alhumdullillah :slight_smile: sorry for the late reply actually i went offline na :slight_smile:

Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz

mujhay abhi kay abhi chocolate cake khana hai.. :snooty:

Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz

SJ aap kiun aisi bat kar rahi hain jis sy sub ko mirchain lag jain gee phir aap ka kia ho ga

get me a chocolate cake pleej :teary3:

Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz

abhi abhi khutam kia hai thori deer pehly mang leti na

Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz

mujhe is waqt launga ilaa’ichhii waalii chaai kii saKht zaroorat hai…koi banaa kar de saktaa hai? aadhii jaayedaad uske nama kar duuNgaa iA :slight_smile: