Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz
larkey..uncles sab ![]()

**
to phir meraa yahaN kia kaam…maiN chalaa maGhrib kii namaaz paRhne…shaitaan se door rahnaa chahaiye
**
Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz
ohho! hum sab ney tou lahol nahin perha tha
kidding
bye everyone
tc
Allah Hafiz
Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz
hai na khany kaho to main dooon doo hath
lolli ho gaiN to? vaise kia karna…shaadii to u kii ho hii gai
![]()
Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz
donoon hathoon main parathey hoon to theek hai:smokin2:
Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz
main thappar marny ki bat kar rahi hoon bhai kkf
Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz
parathy iss waqat kia yaad kara dia
Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz
kyon roza hai kia?![]()
maiN samajh gayaa thaa…usii men to “loola-pan” laa-Haq hotaa hai lol
raat kah 1o hain
Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz
ohh
I feel for you…
while I am enjoying my garma garam paratha with double fry egg & hot hot chai
kuch to khouf e khuda kar, mery 2 masoom bachoon or mery pyary mian mithu ka kia bany ga
to phir ham jaise ma’soom ko maaro peeTo to nahiiN na ![]()
Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz
no maring peeting here pleej
Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz
pilleej Theek se kaho bhai…correct pronouncuation according to Laaloo Prasad Yadav Dictionary is: pilleeeejjjjjjjjjj ![]()
Re: is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin miltanaraz
ok chhollyyyyy
iskii bhii pronounciation saHeeH nahiiN hai…saHeeH kar ke bataayen to zaraa ![]()