is Cafe mey kuch khaaney ko kyun nahin milta*naraz*

aap raabika ki thread ka satyanaas na karain..kahin yeh na ho woh aap ki faakhta ko paka kar gs waloN ko baant dain.. :cb:

aap ki urdu main “ii” ka istemaal bohat hai jaisay sindhi main nuqtoN ka :cb: